yes i agree with both of you!! but desh ke neta khate hai kyonki hum unhe khilate hai...hum apne chhote chhote fayado ke liye unki kabhi na bharne wali jebo ko bharne mein lage rehte hai...or apna he sikka tabhi khota hota hai jab hum use jaroorat se jyada ragad dete hai lekin fir bhi us sikke ko apne paas rakkhe hue hai...aree khota sikka to koi bhikhari bhi nahi leta to hum uska bojh kyo uth rahe hai...hume dusro ko blemish karne se pehle khud ko badalna padega...kyonki firangiyo ko badalne ke liye lakshami bai ne pehle apne aap ko badla tha...or ager lakshami bai bhi yahi sikke wali philosophy lekar chalti to vo chhoti si manu bai kabhi jhansi ki rani nahi banti...or shayad na he hum iss khuli hawa mein saans le rahe hote...even ager hum ab bhi aise he rote rahe to ha hum bhartiya hamesha unhe yad rakhenge lekin sirf kitaabo or kahaniyo mein or humara bharat fir se usi jageh pahuch jayega jaha se manu bai ne azadi ka elaan-e-jang shuru kiya tha....to ab ye waqt pachtane ya rone ka nahi hai ye waqt hai jaagne ka,dusro ko jagane ka,bharat ki deewar banane ka,jisse ab fir koi aankh utha kar iss or na dekh paye fir chahe vo koi firangi ho ya humare he desh ke bhrasht neta...or ager aisa hua tab bhart ka nav uday hoga or ye jhansi ki rani jaise tamam shaheedo ke liye humari or se bina khote sikke ki shraddhanjali hogi.. JAI HIND--JAI BHARAT.
Hey ma dhany hain aap ham aapke charno ki dhul bhi nahi aapke jaisi striya sansaar me ek baar hi paida hoti hain.dhany hai bharat jaha aap jaisi nari bhi Paida hui jis wakt gudiyo se khela jata hai aapne apne pran desh pe nyochaver ker diye .prnaam shabd bhi chota hai aapke samne.
8 comments:
Aaj bhi bharat desh mai Rani Laxmi Bai ki kami hai, pehle firangi the lekin ab politician hai jo Desh ko Kha rahe hai.
yes i agree with both of you!!
but desh ke neta khate hai kyonki hum unhe khilate hai...hum apne chhote chhote fayado ke liye unki kabhi na bharne wali jebo ko bharne mein lage rehte hai...or apna he sikka tabhi khota hota hai jab hum use jaroorat se jyada ragad dete hai lekin fir bhi us sikke ko apne paas rakkhe hue hai...aree khota sikka to koi bhikhari bhi nahi leta to hum uska bojh kyo uth rahe hai...hume dusro ko blemish karne se pehle khud ko badalna padega...kyonki firangiyo ko badalne ke liye lakshami bai ne pehle apne aap ko badla tha...or ager lakshami bai bhi yahi sikke wali philosophy lekar chalti to vo chhoti si manu bai kabhi jhansi ki rani nahi banti...or shayad na he hum iss khuli hawa mein saans le rahe hote...even ager hum ab bhi aise he rote rahe to ha hum bhartiya hamesha unhe yad rakhenge lekin sirf kitaabo or kahaniyo mein or humara bharat fir se usi jageh pahuch jayega jaha se manu bai ne azadi ka elaan-e-jang shuru kiya tha....to ab ye waqt pachtane ya rone ka nahi hai ye waqt hai jaagne ka,dusro ko jagane ka,bharat ki deewar banane ka,jisse ab fir koi aankh utha kar iss or na dekh paye fir chahe vo koi firangi ho ya humare he desh ke bhrasht neta...or ager aisa hua tab bhart ka nav uday hoga or ye jhansi ki rani jaise tamam shaheedo ke liye humari or se bina khote sikke ki shraddhanjali hogi..
JAI HIND--JAI BHARAT.
good i want to read this poetry ........
i now i got it thank you ........
ham bharat ke vasi kabhi nehi bulenege krantiguru ko
Hey ma dhany hain aap ham aapke charno ki dhul bhi nahi aapke jaisi striya sansaar me ek baar hi paida hoti hain.dhany hai bharat jaha aap jaisi nari bhi
Paida hui jis wakt gudiyo se khela jata hai aapne apne pran desh pe nyochaver ker diye .prnaam shabd bhi chota hai aapke samne.
I want every woman to be like Rani Lakshmi Bhai..........
Very good
Mae hamesha zansi ki rani ko yaad rakhunga.
i am anusha muggulla ,i am inspired of jhansi ki rani , of her bravery , heriotism , nationality. i will become jhansi ki rani .
Post a Comment